Poems

Mountain child

pahaaRkii god meN
Mountain lap in of
pahaaR ke choTe-choTe TukRoN saa
Mountain of little-little pieces like
kheltaa hai pahaaRii baccaa
Plays mountain child
 
laRkhaRaate kadamoN se pahaaR caRhte
Tottering/wabbling/stumbling steps with mountain climbing/ascending
roptaa hai pahaaRii dhartii par paaNv
Set/plant mountain earth on foot
pahaaRii maahaul meN
Mountain atmpshere in
pahaaR kii tarah
Mountain like
puurii taakat se ugne ke lie
Full power/strength /force with growing for
 
pahaaRii bacon ke bhiitar hotaa hai
Mountain children inside is (general statement)
puuraa kaa puuraa pahaaR
Entire/whole/all of mountain
aur pahaaRon kii god meN hotaa hai
And mountains of lap in is (general statement)
dauRtaa-bhaagtaa pahaaRii baccaa
Running around/scurrying mountain child
 
pahaaRii baccaa dekhtaa hai
Mountain child sees
pahaaR ke uupar se guzarta jahaaz
Mountain above passing plane/aircraft
aur puuchtaa hai pitaa se
And he asks father from
us naye pakshii ke bare meN
That new bird about